Khushi Mangi Thi Song Lyrics from the movie/album Bikhare Moti released in the year 2013 starring Jayant, Nigar Sultana. The song Khushi Mangi Thi was sung by Hamida Banu. This movie/album was directed by S.M. Yusuf. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Khumar Barabankvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Khushi Mangi Thi Lyrics

Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya
Bhala Ho Tera O Bedard Duniya
Bhala Ho Tera O Bedard Duniya
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya

Sitam Sehna Magar Khamosh Rehna
Zaba Se Itna Karna Kuch Na Kehna
Kahe Kya Hal Apni Baibasi Ka
Bhala Ho Tera O Bedard Duniya
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya

Huye Armaan Sare Khakh Jal Ke
Mohabbat Reh Gayi Hatho Ko Mal Ke
Chala Kabu Na Kuch Bhi Haye Apna
Bhala Ho Tera O Bedard Duniya
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya

Mukadar Hai Tera Dushman Zamana
Nahi Duniya Mein Ab Apna Thikana
Bani Hai Jaan Par Aye Mout Aa Ja
Bhala Ho Tera O Bedard Duniya
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya.

Share your thoughts

Khushi mangi thi aur gham de diya, Bikhare moti, Mohammad, Samina khan, Farida jalal, Ghulam, Maulana tariq jamil bayan, Maulana tariq jameel bayan mp3, Maulana tariq jameel bayan 2017, Maulana tariq jameel latest bayan, Maulana tariq jameel bayan 2017 mp3, Maulana tariq jameel latest bayan mp3 free download, Molana tariq jameel latest bayan, Maulana tariq jameel, Tariq jameel bayan, Molana tariq jameel, Tariq jamil raiwand, Samar rana, Tariq jamil, Aj tor de shartan