Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Chala Ja
Chala Ja Yahi Geet Gata Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Chala Ja
Mukaddar Ne Kisko Fansaya Nahi Hai
Mukaddar Ne Kisko Fansaya Nahi Hai
Kise Aashuo Ne Mitaya Nahi Hai
Hansi Apne Gam Ki Lutta Chala Ja
Hansi Apne Gam Ki Lutta Chala Ja
Chala Ja
Chala Ja Yahi Geet Gata Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Chala Ja
Sambhal Zindagi Tujhko
Samjha Rahi Hai
Sambhal Zindagi Tujhko
Samjha Rahi Hai
Jawani Teri
Tujhko Bahaka Rahi Hai
Jawani Teri
Tujhko Bahaka Rahi Hai
Jawani Ke Daman Bachata Chala Ja
Jawani Ke Daman Bachata Chala Ja
Chala Ja
Chala Ja Yahi Geet Gata Chal Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Chala Ja
Chala Ja Yahi Geet Gata Chal Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja
Chala Ja
Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja Song Lyrics from the movie/album Aaina released in the year 2018. The song Khushi Ke Tarane Sunata Chala Ja was sung by Husn Bano. The music was given by Gulshan Sufi, Fateh Ali Khan. The lyrics were Penned by Tanveer Naqvi
Share your thoughts