Khulee Jo Aankh Toh Woh Tha Naa Woh Jamana Tha Lyrics | Kehna Usey (Mehdi Hassan) | Mehdi Hassan | Mehdi Hasan

Khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

Gamo ne baant liya hai mujhe
Gamo ne
Gamo ne baant liya ha
Gamo ne baant liya hai mujhe yu aapas me
Ke jaise main koi luta hua khazana tha
Ke jaise main koi luta hua khazana tha
Dehakti aag thi tanhai thi fasana tha
Khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Ye kya ki chand hi kadmo pe thak ke baith gaye
Thak ke baith gaye
Baith gaye
Ye kya ki chand hi kadmo pe thak ke baith gaye
Tumhe toh sath mera dur tak nibhana tha
Dehakti aag thi tanhai thi fasana tha
Khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Mujhe jo mere lahu me dabo ke
Dabo ke gujra hai
Mujhe jo mere lahu me dabo ke gujra hai
Wo koi gair nahi yaar ek purana tha
Wo koi gair nahi yaar ek purana tha
Dehakti aag thi tanhai thi fasana tha
Khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Khud apne hath se
Khud apne hath se
Khud apne hath se shehjad usko kaat diya
Kaat diya
Khud apne hath se shehjad usko kaat diya
Ki jis darakht ki tahni pe aashiyana tha
Ki jis darakht ki tahni pe aashiyana tha
Dehakti aag thi tanhai thi fasana tha
Khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *