Khudi Ko Kar Buland Itna Lyrics | Maa Ke Aansoo | Mohammed Rafi | Sardar Malik

Khudi Ko Kar Buland Itna Lyrics | Maa Ke Aansoo | Mohammed Rafi | Sardar Malik

Aandhi mai gunaho ka diya jal nahi sakta
Jo bachke aa phucha hai
Anjaam tera tere hi hatho mai hai nadan
Khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan
Agar fristo ke liye insan teri shan
Khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan

Mathe pe kiya hazar gunaho ko mita de gunaho ko mita de
Neki ke diye gam ke andhere mai jala de
Do din ke khushi ke liye tu bech na imaan tu bech na imaan
Agar fristo ke liye insan teri shan
Khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan

Jannat na kurano na yhudo ke liye hai
Jannat na kurano na yhudo ke liye hai
Alaah ka ye ghar to shahido ke liye hai
Hai wakt sambhalne ka sambhal ja ye nadan
Sambhal ja are nadan
Agar fristo ke liye insan teri shan
Khud ko jara pehchan
Khud ko jara pehchan

Kya teri duwao se falak hil nahi sakta
Falak hil nahi sakta
Is dar se jo tu jo chahe to kya mil nahi sakta
To kya mil nahi sakta
Thak jayega neki se burayi ka ye tufan
Burayi ka ye tufan
Agar fristo ke liye insan teri shan
Khud ko jara pehcha
Agar fristo ke liye insan teri shan
Khud ko jara pehcha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *