Khuda Hai Tere Andar Lyrics  | Ghayal Once Again | Sunny Deol, Om Puri | Arijit Singh | Shankar Ehsaan Loy

Khuda Hai Tere Andar Lyrics | Ghayal Once Again | Sunny Deol, Om Puri | Arijit Singh | Shankar Ehsaan Loy

Bas ek chingari.. se ag lagti hai
Woh chingari to soyi hai tere hi seeney mein
Zamana jaisa hai usse waisa hi rehney de
Bathao na maza hi kya hai aisse jeeney mein

Bas ek chingari.. se aag lagti hai
Wo chingari toh soyi hai tere hi seeney mein
Kartha hai kyon shikayatein
Pehle sudaar aadathein
Ik ik boond se hi banta hai samandar
Khud pehla kadam utha
Khud apni kasam tu khaa
Tujko pata nahi Khuda hai tere andar

Nakamiyon ke bahane hazaaron hai
Kiska kussur kahein
Par zimmedari humari bi banti hai
Itna zarur kahein
Jo ho raha hai ankhon ke aage hai
Nazrein kyon pher lein hum

Apne iradon se manzar badalney ka
Sar pe suroor rahey
Mere yaara mere yaara sun le
Dil ki pukar zara

Sachaiyan sari nazdik hain tere
Jo doonde tu milengi wo tuje aaine mein
Zamana jaissa hai usse waisa hi rehney de
Bathao na maza hi kya hai aise jeeney mein

Kartha hai kyon shikayatein
Pehle sudaar aadathein
Ik ik boond se hi bantha hai samandar
Khud pehla kadam utha
Khud apni kasam tu khaa
Tujko pata nahi Khuda hai tere andar
Tujko pata nahi Khuda hai tere andar
Tujko pata nahi Khuda hai tere andar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *