Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics | Barkhaa | Krishna Beura | Amjad Nadeem

Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics | Barkhaa | Krishna Beura | Amjad Nadeem

Ye kaisi kashmakash hai
Ye kaisi rehguzar hai
Ye kaisi kashmakash hai
Ye kaisi rehguzar hai

Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata

Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe

Ret ka mahal woh tha lehro me shayad jo beh gaya

Ret ka mahal woh tha lehro me shayad jo beh gaya
Khwaahisho ka aashiyan chand saanse lekar ke deh gaya

Rabba khud ke hi saaye lage aaj paraye
Rabba khud ke hi saaye lage aaj paraye

Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe

Zindagi ne ishq me mujhe aise manzar dikhaaye hain
Zindagi ne ishq me mujhe aise manzar dikhaaye hain
Palko pe meri sada ashqo ke baadal hi chhaaye hai
Rabba chain na aaye
Din rein sataye
Rabba chain na aaye
Din rein sataye

Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe

Dard ka hai silsila
Seene me ghum be-shumaar hai
Dard ka hai silsila
Seene me ghum be-shumaar hai
Chaahate mili kaha mile zakhm mujhko hazaar hai
Rabba pal hi me kaise sau khwaab hai toote
Rabba pal hi me kaise sau khwaab hai toote
Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Main uljha hoon
Pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata

Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *