Mere khuda kar jara ek dafa
Dil dene ka keh jara falsafa
Ye nachiz ek chiz uski mange hai tujhse
Musafir ye dehliz uski mange hai tujhse
Khudaya tu bata kaha uska pata
Pata kar main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Khudaya tu bata kaha uska pata
Pata kar main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Bejikar befikar mann ke dhundhar ke me yu aaye
Lamho ki is bhid me mujhko pal de fursat ke
Bas ek khayal uska hai din ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaaha use shiddto se yu tutt karke
Woh kyu na mila muddto se yu ruth karke
Khudaya tu bata kaha uska pata
Pata kar main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Khudaya tu bata kaha uska pata
Pata kar main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
| Movie | Shanghai |
| Singer | Shekhar Ravjiani, Raja Hasan |
| Director | Dibakar Banerjee |
| Music Composer | Vishal Shekhar |
| Lyricist | Neelesh Misra |
| Star Cast | Emraan Hashmi, Abhay Deol, Farooq Sheikh, Kalki Koechlin, Pitobash Tripathy, Prosenjit Chatterjee, Supriya Pathak, Anant Jog |

