Khoya Khoya Song Lyrics from the movie/album Hero (2015). The song Khoya Khoya was sung by Mohit Chauhan, Priya Panchal. The music was given by Sachin-Jigar. The lyrics were Penned by Niranjan Iyenger

Khoya Khoya Lyrics

Teri Aahaton Mein Jee Lunga
Teri Chahaton Mein Jee Lunga
Jo Paa Ke Bhi Naa Paa Sakun
Teri Dhadkanon Mein Jee Lunga

Phir Har Ghadi Ye Dil Tera Kyon Dekhe Mujhe
Ki Do Jahaan Ko Paa Liya Ho

Paa Ke Tujhe Main Khoya Khoya…
Mann Khoya Khoya…
Jo Paaya Tujhe
Main Khoya Khoya
Ho Khoya Khoya
Dil Khoya Khoya
Jo Paya Tujhe 
Main Khoya Khoya

Ho… Ishq Hai Darmiyaan
Phir Kyun Hain Duriya
Nachu Sakun Main Naa Mud Sakun
Tujh Mein Kahin Hoon Main
Phir Bhi Nahi Hun Main
Naa Main Ruku Na Chal Sakun

Aur Ab Chale Kahi Dur Jahaan
Baahon Ke Nashe Mein Ho Chur Jahan

Khoya Khoya Mann Khoya Khoya
Jo Paya Tujhe Main Khoya Khoya
Ho… Khoya Khoya Dil Khoya Khoya
Jo Paya Tujhe Main Khoya Khoya

Khoya Khoya… – 4

Aankhon Se Teri Aankhein Milaun
Apni Hi Nazaron Se Chupata Hun Main
Chaahat Mein Teri Jaadu Ye Kaisa
Banta Bhi Hoon Aur Mitata Hoon Main

Agar Main Mit Bhi Jaaun
Saath Saath Chalna Mujhe
Ke Do Jahaan Ko Paa Liya Ho

Paa Ke Tujhe Main Khoya Khoya
Mann Khoya Khoya
Jo Paya Tujhe Main Khoya Khoya
Ho… Khoya Khoya Dil Khoya Khoya
Jo Paya Tujhe Main Khoya Khoya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Khoya khoya, Khoya khoya lyrics, Khoya khoya mohit chauhan, Khoya khoya full song, Mohit chauhan khoya khoya lyrics songs, Priya panchal khoya khoya lyrics, Khoya khoya song, Khoya khoya main lyrics, Mohit chauhan (musical artist), Khoya khoya song lyrics, Mohit chauhan song khoya khoya, Khoya khoya mohit chauhan song, Khoya khoya' full song with lyrics, Mohit chauhan songs 2015, Khoya khoya chand lyrics, Khoya khoya video song, Khoya main khoya teri yaadon mein slowed