Kholo Kholo Darwaaje Song Lyrics from the movie/album Taare Zameen Par. The song Kholo Kholo Darwaaje was sung by Raman Mahadevan. The music was given by Shailendra Barve. The lyrics were Penned by Prasoon Joshi

Kholo Kholo Darwaaje Lyrics

Kholo Kholo Darwaaje, Parde Karo Kinaare
Khute Se Bandhi Hai Hawa, Milke Chhudao Sare

Aa Jaao Patang Leke, Apane Hi Rang Leke
Asaman Ka Shamiyaana, Aaj Humne Hai Sajaana

Kyun Is Kadar Hairaan Tu, Mausam Ka Hai Mehmaan Tu
O Duniya Saji Teri Liye, Khud Ko Zara Pehchaan Tu
Tu Dhop Hai, Chham Se Bhikhar, Tu Hai Nadi O Bekhbar
Beh Chal Kahin, Udd Chal Kahin
Dil Khush Jahaan, Teri To Manzil Hai Wahi
Kyun Is Kadar Hairaan Tu, Mausam Ka Hai Mehmaan Tu

Basi Zindagi Udaasi, Tazi Hasne Ko Raazi
Garma Garma Sari, Abhi Abhi Hai Utaari
Ho Zindagi To Hai Bataasha, Meethi Meethi Si Hai Aasha
Chakhle Rakhle Hatheli Se Dhak Le Isse
Tujhe Mein Agar Pyaas Hai, Barish Ka Ghar Bhi Paas Hai
Roke Tujhe Koi Kyun Bhala, Sang Sang Tere Aakaash Hai
Tu Dhop Hai, Chham Se Bhikhar, Tu Hai Nadi O Bekhbar
Beh Chal Kahin, Udd Chal Kahin
Dil Khush Jahaan, Teri To Manzil Hai Wahi

Kyul Gaya Asmaan Ka Rasta Dekho, Khul Gaya
Mil Gaya Kho Gaya Tha Jo Sitaara, Mil Gaya, Mil Gaya
Roshan Huyi Saari Zameen, Jagmag Huwa Saara Jahaan
Ho Udane Ko Tu Aazaad Hai, Bandhan Koi Abb Hai Kahaan
Tu Dhop Hai, Chham Se Bhikhar, Tu Hai Nadi O Bekhbar
Beh Chal Kahin, Udd Chal Kahin
Dil Khush Jahaan, Teri To Manzil Hai Wahi

Kyun Is Kadar Hairaan Tu, Mausam Ka Hai Mehmaan Tu

Share your thoughts

Taare zameen par, Kholo kholo taare zameen par, Shailendra barve, Kholo kholo slowed and reverb, Meri maa taare zameen par, Maa taare zameen par whatsapp status, Kholo kholo darwaze whatsapp status video., Taare zameen par whatsapp status, Kholo kholo darwaze status., Taare zameen par status whatsapp, Taare zameen par song, Taare zameen par status, Taare zameen par full movie, Taree zameen par, Mera jahan, Kholo kholo status song., Slowed and reverb songs lyrics