Allah, Allah, Allah, Allah…allah
Sab Kuch Khudaa Se Maang Liya
Ek Tujko Hi Maang Ke
Udte Nahi Hain Haath Mere
Ab Is Duaa Ke Baad, Is Duaa Ke Baad
Oyey Khochey Pathan
Aaa Aa Aaaa Aaaa
Oye Lale Di Jaan
Oh,de De Maulana Yaar Ke Karam
Yaroon Ki Ji Yaar Hai Dildar Hai Hum
Yaar Pe Mit Jayenge Khuda Ki Kassam
Oh Ooo
Yaroon Ke Ji Yaar Hai Dildar Hai Hum
Yaar Pe Mitt Jayenge Khuda Ki Kasam
Jaan De De Jaan De De,
Jo Tu Kare Ishara Ho Yaara
Khochey Pathan Ki Zubaan Hai Oh Yaara [4 Times]
De De Re Maula Maula Re Maula
Yaar Ke Karam Reham Karam Bus Tera Hai
Tera Hi Bharam
Nazar Utha Ke Koi Dekhe Ye Hai Kis Mein Dum
Khade Hai Raah Mein Teri Deewar Banke Hum
Ho Ho Hooo Hoo…
Nazar Utha Ke Koi Dekhe Ye Hai Kis Mein Dum
Khade Hai Raah Mein Teri Deewar Banke Hum
Majaal Itni Kahan Jo Koi Tujhe Chooley
Meri Shamsheer Karde Uska Sar Wahin Pe Kalam
Ho Ho Hooo Hoo…
Ho Ho Hooo Hoo…
Yaari Mein Peeche Kabhi Hate Na Kadam
Yaaro Pe Mitt Jayenge Khuda Ki Kasam
Jaan De De…oh Jaan De De,
Jaan De De Jo Tu Kare Ishara Ho Yaara
Khochey Pathan Ki Zubaan Hai Oh Yaara [4 Times]
Zara Sa Katra Bhi Apni Ana Mein Rehta Hai
Ajeeb Lehja Mein Dariya Se Baat Karta Hai
Ho Ho Hooo Hoo…
Zara Sa Katra Bhi Apni Ana Mein Rehta Hai
Ajeeb Lehja Mein Dariya Se Baat Karta Hai
Ye Rehke Paani Mein Toofan Se Nahi Darta
Khuda Ke Yaar Ki Yaari Se Pyaar Karta Hai
Ho Ho Hooo Hoo…
Ho Ho Hooo Hoo…
Yaari Mein Peeche Kabhi Hate Na Kadam
Yaaro Pe Mit Jayenge Khuda Ki Kasam
Jaan De De…oh Jaan De De
Jaan De De Jo Tu Kare Ishara Ho Yaara
Khochey Pathan Ki Zubaan Hai Oh Yaara [4 Times]
Khuda Ke Baad Mujhko
Yaar Yaari Pe Atida Hai
Bula Ke Yaar Mehfil Mein
Mujhe Tune Kharida Hai
Ki Ye Sach Hai Dua Maangi Toh
Tera Saath Paaya Hai
Maseeha Ban Ke Mere Sar Pe
Tera Haath Aaya Hai
Main Tujpe Jaan Luta Dunga
Toh Main Imaan Luta Dunga
Aanch Aa Jaaye Yaari Pe
Toh Hasti Ko Mita Dunga
Main Tujpe Jaan Jaan
Jaan Jaan Jaan Luta Dunga
Toh Main Imaan Maan
Maan Maan Imaan Luta Dunga
Ho Ho Hooo Hoo…
Jaan De De Jaan De De,
Oh Jaan De De Jo Tu Kare Ishara Yaara
Share your thoughts