Kho Gaya Woh Zamana Song Lyrics from the movie/album Danga Fasaad released in the year 2016 starring Jeet Upendra, Karishma Shah. The song Kho Gaya Woh Zamana was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Sunil Agnihotri. The music was given by Dheeraj Kumar. The lyrics were Penned by Abhilash. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kho Gaya Woh Zamana Lyrics

Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hain Khamosi

Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hain Khamosi

Tera Vo Aachal Sine Pe
Pal Pal Lahraye
Tera Simatana Mujhse Lipatana
Yaad Aaye
Tera Woh Aachal Sine Pe
Pal Pal Lahraye
Tera Simatana Mujhse Lipatana
Yaad Aaye

Door Hoke Bhi Lagta Hain
Nahin Door Nahin Door Nahin Door
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hai Khamosi

Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hai Khamosi

Chahat Mein Teri Gham
Kitna Maine Paya Hain
Main Hoon Akela
Ab Mera Sathi Saya Hain
Chahat Mein Teri Gham
Kitna Maine Paya Hain
Main Hoon Akela
Ab Mera Sathi Saya Hain

Tu Hi Bus Tu Rahti Hain
Saanso Mein Dhadkan
Mein Aakho Mein
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hain Khamosi

Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Kho Gaya Woh Zamana
Ho Gaya Main Deewana
Jab Se Juda Tu Ho Gayi
Tab Se Main Hoon Aur Meri Tanhayi
Ruthi Hai Zindagi Chayi Hai Khamosi.

Share your thoughts

Pyaar nahin karna jahan lyrics, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Heera mandi, Kumar sanu alka yagnik ke gane, Kumar sanu alka yagnik hit song, Yeh ishq nahin asaan, Garam dharam aji kaisi sharam, Mera dard tum na samajh sakay, Mera dard tum na samajh sake, Pyaar nahin karna jahan sara kehta hai hd 1080p, Pyaar nahin karna jahan dj, \kitna pyara ye chehra song\, Madhuri dixit romantic songs, Dharmendra hit songs, Ye ishq nahi aasan bhavin bhanushali