Khiza Aayi Ummido Ke
Chaman Me Kis Bahane Se
Bahare Hichkiya Lekar
Huyi Ruksat Zamane Se
Khiza Aayi Ummido Ke
Chaman Me Kis Bahane Se
Bahare Hichkiya Lekar
Huyi Ruksat Zamane Se
Khizaan Aayi
Laga Di Chupke Chupke Aag
Mathe Ki Lakiro Me
Laga Di Chupke Chupke Aag
Mathe Ki Lakiro Me
Dhua Uthne Laga Hai
Dhua Uthne Laga Hai
Ab Ksho Ke Aashiyane Se
Khiza Aayi Ummido Ke
Chaman Me Kis Bahane Se
Bahare Hichkiya Lekar
Huyi Ruksat Zamane Se
Khizaan Aayi
Mujhe Takdir Majburi Ki
Us Manjar Pe Le Aayi
Khushi Mahsus Hoti Hai
Jaha Aansu Bahane Pe
Mujhe Wo Saukht Jalim Kahe
Ya Bewafa Samjhe
Main Ab Majbur Hu
Main Ab Majbur Hu
Main Ab Majbur Hu
Tumse Bhi Haal-e-dil Sunane Se
Khiza Aayi Ummido Ke
Chaman Me Kis Bahane Se
Bahare Hichkiya Lekar
Huyi Ruksat Zamane Se
Khizaan Aayi
Mere Dil Ki Tamannao
Yuhi Ghut Ghut Ke Mar Jao
Mere Dil Ki Tamannao
Yuhi Ghut Ghut Ke Mar Jao
Ke Ban Sakti Nahi
Ke Ban Sakti Nahi
Bigdi Hui Kismat Banane Se
Khiza Aayi Ummido Ke
Chaman Me Kis Bahane Se
Bahare Hichkiya Lekar
Huyi Ruksat Zamane Se
Khizaan Aayi
Khizaan Aayi Ummido Se Song Lyrics from the movie/album Chupke Chupke released in the year 2018. The song Khizaan Aayi Ummido Se was sung by S D Batish. The music was given by S D Batish. The lyrics were Penned by Tufail Hoshiyarpuri, Walker Pandey
Share your thoughts