Khidki Khule Ya Band Lyrics | Aaj Ka Ravan | Babul Supriyo, Poornima | Pappu Pawan

Khidki Khule Ya Band Lyrics | Aaj Ka Ravan | Babul Supriyo, Poornima | Pappu Pawan

Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Tera jalwa meri adda
Ek dujhe ko pasand rahein
Ab kar daale hungama
Mil ke main aur tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu

Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Tera jalwa meri adda
Ek dujhe ko pasand rahein
Ab kar daale hungama
Mil ke main aur tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu

Tera kurta meri choli dono mein hain pyaar
Milne ki khaati ye dono bahot hain bekraar
Are tu kyaa bola main kyaa bola
Phir kehana sarkaar
Pyaar ke khaati khada huaa
Main pehale se taiyyar
Ab kar daale hungama
Mil ke main aur tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu

Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein

Ho aankhon ke andaaz neerale
Tere hoth raseele
Deewana dil bole mera
Ras tu peele peele
Dard badan mein hain albela
Sun o chhail chhabile
Tere paas dawaa hain iski
Dede tu o raseele
Ab kar daale hungama
Mil ke main aur tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu

Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Khidki khuli ya band rahe
Pyar hamara buland rahein
Tera jalwa meri adda
Ek dujhe ko pasand rahein
Ab kar daale hungama
Mil ke main aur tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Are tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu
Tak tak tu tak tak tu.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *