Khanake Kanganaa Bindiyaa Hanse Lyrics | Dr. Vidya | Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

Khanake Kanganaa Bindiyaa Hanse Lyrics | Dr. Vidya | Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

O khanke
Khanke kangna bindiya hanse
Khanke kangna bindiya hanse
Aayenge sajna hamre angna
Khanke kangna bindiya hanse

Aayi main saj ke unke liye
Jhume ye jhumka jinke liye
Aayi main saj ke unke liye
Jhume ye jhumka jinke liye
Baaje re bichhua kahna maane na
Khanke
Khanke kangna bindiya hanse
Aayenge sajna hamre angna
Khanke kangna bindiya hanse

Saiya ne ulta ghunghata mera
Maine bhi hans ke mukhda phera
Haye saiya ne ulta ghunghata mera
Maine bhi hans ke mukhda phera
Jaagti ankhiya dekhe ye sapna
Khanke
Khanke kangna bindiya hanse
Aayenge sajna hamre angna
Khanke kangna bindiya hanse

Thamenge jab wo baiya mori
Darungi ankhiya kajra bhari
Thamenge jab wo baiya mori
Darungi ankhiya kajra bhari
Kahungi balma humko chhuo na
Khanke
Khanke kangna bindiya hanse
Aayenge sajna hamre angna
Khanke kangna bindiya hanse

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *