Khamoshiyan Anjaan Si (club Mix) Lyrics | Dahek – A Restless Mind | Krishna | Debjit Bera

Khamoshiyan Anjaan Si (club Mix) Lyrics | Dahek – A Restless Mind | Krishna | Debjit Bera

Khaamoshiyaan anjaan si
Thehari nazar lambi kahin
Ehsaas wo hai laajami
Gila sa man
Jina vahi
Kaisi kasak hain dhadkano mein
Saanso mein aag si hain
Na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi

Khaamoshiyaan anjaan si
Thehari nazar lambi kahin
Ehsaas wo hai laajami
Gila sa man
Jina vahi
Kaisi kasak hain dhadkano mein
Saanso mein aag si hain
Na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi

Yaadon ke pehre hain
Khwabon ke sehare hain
Gujare sunehare wo pal
Bechain armaa ye
Pal bhar ka mehma hain
Ae dil na aise machal

Yaadon ke pehre hain
Khwabon ke sehare hain
Gujare sunehare wo pal
Bechain armaa ye
Pal bhar ka mehma hain
Ae dil na aise machal
Gam ka ye mausam hain
Waqt hi to marham hain
Hairaan hain kyun jindagi

Khaamoshiyaan anjaan si
Thehari nazar lambi kahin

Apne liye jinewaale kya rakhenge
Auro ke dil ka kabar
Hain aaj kal tha jo
Kal phir ye ho na ho
Chalta rahega safar

Apne liye jinewaale kya rakhenge
Auro ke dil ka kabar
Hain aaj kal tha jo
Kal phir ye ho na ho
Chalta rahega safar
Kaatil iraade hain
Matlab ke waade hain
Majhdaar mein jindagi

Khaamoshiyaan anjaan si
Thehari nazar lambi kahin
Ehsaas wo hai laajami
Gila sa man
Jina vahi
Kaisi kasak hain dhadkano mein
Saanso mein aag si hain
Na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi

Khaamoshiyaan anjaan si
Thehari nazar lambi kahin
Ehsaas wo hai laajami
Gila sa man
Jina vahi
Kaisi kasak hain dhadkano mein
Saanso mein aag si hain
Na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *