Khabar Kar Do Song Lyrics from the movie/album Baarish released in the year 2018 starring Rahul Roy, Sheeba. The song Khabar Kar Do was sung by Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Narendra Grewal. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Trilok Singh Komal

Khabar Kar Do Lyrics

Badan Pe Bund Baarish Ki
Man Me Pyar Ki Baarish
Ye Mausam Hai Jo Meri Jaan
Phir Laya Na Jaayega
Khabar Kar Do Khabar Kar Do
Khabar Kar Do Jamaane Ko Bheeg Jaane Ka Mausam Hai

Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai

Pyaase Hoth Pyasa Jism Puchhe Jamaane Se
Ye Kaisi Pyas Hai Jo Bujhati Nhi Bujhane Se

Jubaa Khulti Nahi Khud Hi Samajh Jaane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai

Mita De Faansle Aapas Me Hissedaar Ban Jaaye
Koi Seema Agar Hai Pyar Ki To Paar Kar Jaaye

Ki Khud Ko Lut Lene Aur Lut Jaane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai

Bhatakta Hai Adhura Pyar Teri Justaju Bankar
Koi Chara Nahi Baaki Raha Ab Mere Charagar

Duniya Ki Buri Najaro Se Chhup Jaane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai
Takluf Chhod Do Ab To Kareeb Aane Ka Mausam Hai
Bheeg Jaane Ka Mausam Hai Kareeb Aane Ka Mausam Hai

Share your thoughts

Sadhana sargam songs, Anand milind, Anand milind songs, Milind shinde, Anand shinde, Sadhana sargam, Millind gaba, Hanuman chalisa lyrics, Anand milind hit songs, Sadhna sargam songs, Milind shinde masti songs, Millind gaba meri baari, Meri baari millind gaba, Music video with lyrics, Meri bari millind gaba, Majhya khalchya nalacha paani - milind shinde, Ishq bina taal lyrics, Ishq bina lyrics, Yeh jo teri payalon ki chan chan hai lyrics, Milind gaba