Kehte Nahi Hain Hum Ke Wafa Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum Ke Wafa Humse Kijiye
Lekin Kabhi Na Khud Ko Juda Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum Na Gila Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum Na Gila Humse Kijiye
Har Baat Dil Ki Khul Ke Zara Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum
Waada Wafa Bhi Ho Ye Zaruri Nahi Magar
Waada Wafa Bhi Ho Ye Zaruri Nahi Magar
Waada To Koi Pyaar Bahra Humse Kijiye
Waada To Koi Pyaar Bahra Humse Kijiye
Har Baat Dil Ki Khul Ke Zara Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum
Apni Har Ek Saans Lage Humko Ajnabi
Apni Har Ek Saans Lage Humko Ajnabi
Yu Apne Aapko Na Khafa Humse Kijiye
Yu Apne Aapko Na Khafa Humse Kijiye
Lekin Kabhi Na Khud Ko Juda Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum
Baatenge Humse Apna
Har Ek Gham Har Ek Khushi
Baatenge Humse Apna
Har Ek Gham Har Ek Khushi
Ekraar Iska Jaane Wafa Humse Kijiye
Ekraar Iska Jaane Wafa Humse Kijiye
Lekin Kabhi Na Khud Ko Juda Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum Na Gila Humse Kijiye
Kehte Nahi Hain Hum
Kehte Nahi Hai Hum Song Lyrics from the movie/album Tareef (Album) released in the year 2018. The song Kehte Nahi Hai Hum was sung by Kavita Paudwal, Jaswant Singh. The music was given by Kuldeep Singh. The lyrics were Penned by Payam Sayeedi
Share your thoughts