Kehna Na Maano Lyrics | Razia Sultana | Asha Bhosle | Lachhiram Tamar

Kehna Na Maano Lyrics | Razia Sultana | Asha Bhosle | Lachhiram Tamar

Kahna na manu main
Kahna na manu main jawani ka
Naam badnaam hain diwani ka ho
Kahna na manu main jawani ka

Pahle najro ke zamane khat ke
Ye bade teer chalaye has ke
Teer chalaye has ke
Teer chalaye has ke
Aur phir baith ke roye nada
Kisi ke dame najar me fans ke
Dame najar me fans ke
Dame najar me fans ke
Iska har kaam hain
Iska har kaam hain nadani ka
Naam badnaam hain diwani ka ho
Kahna na manu main jawani ka

Kya kahu mujhse kya kahti hain
Jo meri lakh sitam sahti hain
Lakh sitam sahti hain
Lakh sitam sahti hain
Kash dubone ko safina dil ka
Ek nadi hain ki chadhi rahti hain
Nadi chadhi rahti hain
Nadi chadhi rahti hain
Mauka na du ise
Mauka na du ise rawani ka
Naam badnaam hain diwani ka ho
Kahna na manu main jawani ka

Shri farhad ka hain afsana
Dono ko isne kiya diwana
Isne kiya diwana
Isne kiya diwana
Ye wo kaafir hain ke jiski khatir
Laila majnu ko pada mar jana
Haye pada mar jana
Haye pada mar jana
Sabko pata hain
Sabko pata hain is kahani ka
Naam badnaam hain diwani ka ho
Kahna na manu main jawani ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *