Ke Ban Jaye Batiya Satiya Re Lyrics | Pyaar Mein Aisa Hota Hai | Neeraj Shridhar, Sujata Majumdar | Shabab Azmi

Ke Ban Jaye Batiya Satiya Re Lyrics | Pyaar Mein Aisa Hota Hai | Neeraj Shridhar, Sujata Majumdar | Shabab Azmi

Jo teri nazar se nazar meri mil jaaye
Ye dhadkan yun dhadke
Ke dil bas hil jaaye
Ab to diwana dil mera
Jo teri nazar se nazar meri mil jaaye
Ye dhadkan yun dhadke
Ke dil bas hil jaaye
Seene me uthe tufaan sa ek
Kahe aati jaati sasiya ve
Ke ban jaaye batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve
O batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve

Chhaliya hai tu
Main na aaungi teri baato me
Behka na mujhko na behkungi main jajbaato me
Chhaliya hai tu
Main na aaungi teri baato me
Behka na mujhko na behkungi main jajbaato me
Aai jo teri baato me mai aai
Kya hoga fir jaane ye khudaai
Jaanu mai jaanu
Bas itna hi jaanu
Tu hai bada man rasiya ve
Ke ban jaaye batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve
O batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve

Khud ko kyu roke
Toke
Dil ko kyu tu roke
Oh le jaana dil tera
Khud ko kyu roke
Toke
Dil ko yun jo roke
Ab to diwana dil mera

Dil me hai teri hi chahat
Aankho me surat hai
Ho na ho tujhko par mujhko
Ha teri zarurat hai
Dil me hai teri hi chahat
Aankho me surat hai
Ho na ho tujhko par mujhko
Ha teri zarurat hai
Hun ab tak aadha main adhura
Jo pa lun tujhe ho main jaaun pura
Bin tere aajkal har pal jaise
Sadiya main katiya ve

Ke ban jaaye batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve
O batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve

Jo meri nazar se nazar teri mil jaaye
Ye dhadkan yun dhadke
Ke dil bas hil jaaye

Jo meri nazar se nazar teri mil jaaye
Ye dhadkan yun dhadke
Ke dil bas hil jaaye
Seene me uthe tufaan sa ek
Kahe aati jaati sasiya ve
Ve
Ve
Ke ban jaaye batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve
O batiya satiya ve
Mila le naal ankhiya vakhiya ve
To fir saje ratiya vatiya ve

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *