Kaun Si Hai Woh Cheez Jo Yaha Nahi Milti Sab Kuch Mil Jata Hai Lyrics | Jaise Ko Taisa | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Kaun Si Hai Woh Cheez Jo Yaha Nahi Milti Sab Kuch Mil Jata Hai Lyrics | Jaise Ko Taisa | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Kon si hai vo chij jo yaha nahi milti
Kon si hai vo chij jo yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Kon si hai vo chij jo yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Ma nahi milti

Yaad kisi ko ho
To aisi bat sunaye
Jisme kahi na kahi ma ka naam na aaye
Duniya me koi aisi dasta nahi milti
Ho
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Kon si hai vo chij jo yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Ha ma nahi milti

Jinki ma hoti hai
Khush kismat hote hai
Jinki ma nahi hoti
Jivan bhar rote hai
Jinki ma hoti hai
Khush kismat hote hai
Jinki ma nahi hoti
Jivan bhar rote hai
Jism unhe milte hai lekin jaa nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Ha ma nahi milti

Mandir pe bhi aye man kuch rahi nahi rukte
Ishwar ke aage bhi kitne sar nahi jhukte
Ma ko na mane wo zuba nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Ha ma nahi milti
Kon si hai vo chij jo yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti
Ha ma nahi milti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *