Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya Song Lyrics from the movie/album Jhuk Gaya Aasmaan. The song Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya was sung by Mohammad Rafi

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya Lyrics

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya(2)
Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya(2)
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi(2)
Ishq Mera Rang Laya(2)
O Priya Aaaa Aaa(2)

Zindagi Ke Har Ek Mod Pe Mein(2)
Geet Gata Chala Ja Raha Hoon(2)
Bekhudi Ka Yeh Aalam Na Poocho
Manzilo Se Badha Ja Raha Hoon(2)
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya
Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi
Ishq Mera Rang Laya
O Priya Aaaa Aaa(2)

Saj Gayi Aaj Sari Dishaye(2)
Khul Gayi Aaj Jannat Ki Raahein(2)
Husn Jab Se Mera Ho Gaya Hai
Mujh Pe Padti Hai Sabki Nigahein(2)
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya
Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi
Ishq Mera Rang Laya
O Priya Aaaa Aaa(2)

Jism Ko Maut Aati Hai Lekin(2)
Rooh Ko Maut Aati Nahi Hai(2)
Ishq Raushan Hai Raushan Rahega
Raushani Iski Jati Nahi Hai(2)
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya(2)
Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya(2)
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi(2)
Ishq Mera Rang Laya(2)
O Priya Aaaa Aaa(2)

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kaun hai jo sapno mein aaya, Kaun hai jo sapnon mein aaya, Jhuk gaya aasman songs, Jhuk gaya aasman, Jhuk gaya aasman kaun hai jo sapnon mein aaya, Jhuk gaya aasmaan, Mohammad rafi, Kaun hai jo sapno mein aaya song, Kaun hai jo sapnon mein aayaa kaun hai jo dil mein samaayaa, Jhuk gaya aasman kaun hai jo sapnon mein aaya revival audio, Kaun hai jo sapano mein aaya lyrics from movie jhuk gaya aasmaan, Jhuk gaya aasman (film)