Kasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Likh Rakhu (Kabse Hoon Kya Bataaon Jahaane Kharaab Me) Lyrics | Mirza Ghalib (TV Series) | Jagjit Singh

Kasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Likh Rakhu (Kabse Hoon Kya Bataaon Jahaane Kharaab Me) Lyrics | Mirza Ghalib (TV Series) | Jagjit Singh

Kasid ke aate aate khat ek aur likh rakhu
Mai janta hu jo wo likhenge jawab me
Kab se hu kya batau jahane kharab me
Kab se hu kya batau jahane kharab me
Sab haye hizar ko bhi rakhu agar hisab me

Mujh tak kab unki bazm me aata tha daure jan
Mujh tak kab unki bazm me aata tha daure jan
Saki ne kuch mila na diya ho sharab me

Kafir na intzar me nind aaye umar bhar
Kafir na intzar me nind aaye umar bhar
Aane ka ahad kar gaye aaye jo khwab me
Galib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi
Galib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi
Peeta hu roz abru sabi mahtab me
Kab se hu kya batau jahane kharab me
Sab haye hizar ko bhi rakhu agar hisab me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *