Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De
Ho Aankhein Band Karke
Aane Waale Ko Aane De, Jaane Waale Ko Jaane De
Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De Aa…
(Har Najar Phir Haseen Najar Aayegi
Aasmaan Pe Jamin Najar Aayegi) – (2)
Har Cheej Rangin Najar Aayegi
Jara Masti Mein Aane De Jara
Masti Aane De Na
Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De
Kash Pe Kash Lagaane De, Lagaane De
Nasha Aankhon Pe Chaane De Aa…..
(Laal Rang Jab Aankhon Pe Chaayega
Nind Se Har Khaab Jaag Jaayega) – (2)
Ek Sute Mein -3 Ghum Bhaag Jaayega
Hasin Ghum Ki Udaane De, Hasin Udaane De Na
Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De
Kash Pe Kash Lagaane De, Lagaane De
Nasha Aankhon Pe Chaane De Haan Haan…..
(Hum Tang Aa Gaye Jindgaani Se
Dil Behalata Nahi Iss Kahaani Se) – (2)
Aankh Bujhati Nahi Yeh Paani Se, Nashe Mein Dub Jaane De Aaj
Nashe Mein Dub Jaane De Na
Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De
Kash Pe Kash Lagaane De, Lagaane De
Nasha Aankhon Pe Chaane De Haan Haan…..
Kash Pe Kash Lagaane De, Nasha Aankhon Pe Chaane De Haan Haan…
Kash Pe Kash Lagaane De Song Lyrics from the movie/album Naya Nasha (1973). The song Kash Pe Kash Lagaane De was sung by Asha Bhosle. The music was given by Sapan Chakravarty. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts