Kash Main Koi Panchhi Hota Lyrics | Maarg | Mohammed Aziz | Anu Malik

Kash Main Koi Panchhi Hota Lyrics | Maarg | Mohammed Aziz | Anu Malik

Kash mai koi panchi hota ya hota banjara
Basti basti parvat parvat phirta main awara
Kash mai koi panchi hota ya hota banjara
Basti basti parvat parvat phirta main awara
Kash mai koi panchi hota

Mast hawa ka jhoola jhulu
Ud ke nil gagan ko chu loon
Ho mast hawa ka jhoola jhulu
Ud ke nil gagan ko chu loon
Mai hi ik dharti ka kaidi
Is sach ko mai kaise bhulun
Kash mai koi badal hota ya akash ka tara
Basti basti parvat parvat phirta main awara
Kash mai koi panchi hota ho ho

Barso se bechain bada hu
Raste me mai pathar sa pada hu
Barso se bechain bada hu
Raste me mai pathar sa pada hu
Yaad nahi main jaane kab se
Ek jagah par yahi khada hu
Kash mai koi majhi hota ya nadiya ka dhara
Basti basti parvat parvat phirta main awara
Kash mai koi panchi hota ho ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *