Kasam Hai Yeh Lyrics | Geeta Ki Saugandh | Sadhana Sargam | Usman, Anwar

Kasam Hai Yeh Lyrics | Geeta Ki Saugandh | Sadhana Sargam | Usman, Anwar

Aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman ki
Aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman ki

Tujhme itna dum nahi jo samne mere thahre
Aaj mai dhas ke jaungi tu lakh laga le pahare
Sun le jara nadan sapere mere ye badan hai jahar se bara
Marne ke din aa gaye tere jantar mantar chodh sapere
Kasam hai ye iss nagin ki khair nahi ab dushman ki

Aa gayi nagin saamne tere bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye ish nagin ki kair nahi ab dushman ki
Le ke badala chodhti hai jo apne dushman se
Dushmani ki hai sapere tune ush naagin se
Sun le jara nadan sapere ab tera anjaam hoga bura

Naag mani jo paas hai tere le jayenge aaj lutere
Kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman k
Aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki khair nahi ab dushman ki
Kasam hai ye ish nagin ki kair nahi ab dushman ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *