Karwat Wo Zamane Song Lyrics from the movie/album Akash Pari released in the year 2013 starring Kusum Pradhan, Ram Singh. The song Karwat Wo Zamane was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Mohan Sinha. The music was given by Inayat Ali. The lyrics were Penned by Anjum Pilibhiti. The music rights for song purely belongs to Saregama

Karwat Wo Zamane Lyrics

Karwat Wo Zamane Ne Badli
Na Idhar Ke Rahe Na Udhar Ke Rahe
Gham Marne Ka Nahi Na Jine Ki Khushi
Na Idhar Ke Rahe Na Udhar Ke Rahe
Karwat Wo Zamane Ne Badli

Jis Bag Ko Sicha Tha Hamne
Pal Bhar Mein Fiza Ne Lut Liya
Haye Lut Liya
Jis Bag Ko Sicha Tha Hamne
Pal Bhar Mein Fiza Ne Lut Liya
Haye Lut Liya
Mitti Mein Jawani Milti Rahi
Na Idhar Ke Rahe Na Udhar Ke Rahe
Karwat Wo Zamane Ne Badli

Jis Phul Ko Samjhe Phul The Hum
Afsos Wahi Kata Nikla Kata Nikla
Jis Phul Ko Samjhe Phul The Hum
Afsos Wahi Kata Nikla Kata Nikla
Khilne Hi Na Payi Dil Ki Kali
Na Idhar Ke Rahe Na Udhar Ke Rahe
Karwat Wo Zamane Ne Badli

Barbad Hona Likha Tha
Barbad Hona Likha Tha
Duniya Mein Jo Hum Barbad Huye
Barbad Huye
Taqdeer Ke Aage Kuch Na Chali
Taqdeer Ke Aage Kuch Na Chali
Na Idhar Ke Rahe Na Udhar Ke Rahe
Karwat Wo Zamane Ne Badli.

Share your thoughts

No Keywords