Karoge Yad Toh Har Bat Yad Aayegi Song Lyrics from the movie/album Baazar released in the year 2016 starring Farooq Sheikh, Naseeruddin Shah. The song Karoge Yad Toh Har Bat Yad Aayegi was sung by Bhupinder Singh. The music was given by Khaiyyam. The lyrics were Penned by Mirza Shauk. The music rights for song purely belongs to Saregama

Karoge Yad Toh Har Bat Yad Aayegi Lyrics

Karoge Yad Toh Har Bat Yad Aayegi
Gujrate Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi

Yeh Chand Bite Jamano Kaa Aayina Hoga
Bhatakati Abra Me Chehra Koyi Bana Hoga
Udas Rah Koyi Dastan Sunayegi
Karoge Yad Toh………

Barsata Bhigata Mausam Dhuwa Dhuwa Hoga
Pighlati Shamo Pe Dil Kaa Mere Guma Hoga
Hatheliyo Ki Hina Yad Kuchh Dilayegi
Karoge Yad Toh………

Gali Ke Mod Pe Suna Sa Koyi Darwaja
Tarasti Aankho Se Rasta Kisika Dekhega
Nigah Dur Talak Jake Laut Aayegi
Karoge Yad Toh………

Share your thoughts

Bhupinder singh, Smita patil, Bhupinder singh songs, Karoge yaad to har baat yaad aayegi, Karoge yaad toh har baat yaad aayegi, Smita patil songs, Faroof sheikh ghazals, Farooq sheikh songs, Karoge yaad to, Naseeruddin shah songs, Naseeruddin shah ghazals, Farooq sheikh, Karoge yaad to bhupinder singh, Bhupinder singh karoge yaad to, Naseeruddin shah, Karoge yaad to har baat yaad aayegi karaoke with lyrics, Karoge yaad to har baat, Bhupinder singh song