Kar Karam Yaar Lyrics | Sawli Ladki – Pradeep Mehta | Pradeep Mehta | Rajneesh Mishra

Kar Karam Yaar Lyrics | Sawli Ladki – Pradeep Mehta | Pradeep Mehta | Rajneesh Mishra

Bechain hoon samandar sa
Na chain mujhko ek lamha
Bechain hoon samandar sa
Na chain mujhko ek lamha
Teri nazar ki chahat hai
Kar de tu ek nazar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Bechain hoon samandar sa

Tu hi junoon mera hai
Tu hi deewanapan
Tere liye hi tadpe hai
Din raat mera mann
Mushkil hai teri yaadon ko dil se bhula saku
Rab ki jagah sanam tere sajde main karta hoon
Sun le iltaja meri de duwa ko asar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Bechain hoon samandar sa

Rooh mein hai shrik tu
Dhadkan mein hai basi
Tu hi karaar mera hai tu meri bebasi
Tere hi haatho mein janam hai meri zindagi
Teri judai aansu hai
Milna tera khushi
Aa mere pass aaja tu
Na bekaraar kar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Bechain hoon samandar sa
Na chain mujhko ek lamha
Teri nazar ki chahat hai
Kar de tu ek nazar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar
Kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar karam
Yaar kar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *