Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala Song Lyrics from the movie/album T-Series Bhakti Sagar released in the year 2020. The song Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala was sung by Hemalatha A.L, Surya Prakash Dubey. The music was given by Shardul Rathod. The lyrics were Penned by Shardul Rathod. The music rights for song purely belongs to T-Series Bhakti Sagar

Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala Lyrics

Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala
Ghat Ghat Mein Samaya Hai Jiska Naam
Treta Ke Vishnu Avtaran
Dashrath Sut Hai Siya Pati Shreeram

Ant Bure Ka Bura Hua Hai
Prabhu Ne Sabko Ye Samjhaya
Ant Bure Ka Bura Hua Hai
Prabhu Ne Sabko Ye Samjhaya
Athaah Shakti Ke Swami Hai Fir Bhi
Maryada Mein Jeena Sikhaya

Chala Hai Jo Shree Ram Ke Path Par
Chala Hai Jo Shree Ram Ke Path Par
Ant Mila Usko Param Dhaam
Treta Ke Vishnu Avtaran
Dashrath Sut Hai Siya Pati Shreeram

Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala
Ghat Ghat Mein Samaya Hai Jiska Naam
Treta Ke Vishnu Avtaran
Dashrath Sut Hai Siya Pati Shreeram

Maat Pita Ko Jisne Bhaav Se
Jeevan Mein Samman Diya
Maat Pita Ko Jisne Bhaav Se
Jeevan Mein Samman Diya
Unki Agya Sheesh Dhari Aur
Unke Vachan Ka Maan Kiya

Lakh Chaurasi Paar Hua Vo
Lakh Chaurasi Paar Hua Vo
Mila Sugamta Se Moksha Dhaam
Treta Ke Vishnu Avtaran
Dashrath Sut Hai Siya Pati Shreeram

Kan Kan Mein Hai Jo Ramne Wala
Ghat Ghat Mein Samaya Hai Jiska Naam
Treta Ke Vishnu Avtaran
Dashrath Sut Hai Siya Pati Shreeram.

Share your thoughts

T-series bhakti sagar, Surya prakash dubey, Prem prakash dubey, Bhakti songs, Kan kan mein hai jo ramne wala, Prem prakash dubey bhajan, Bhakti bhajan, Tseries bhakti songs, Bhakti sagar episodes, Prem prakash dube sampurn katha, Ambey bhakti, Dr. hemalatha a.l., Bhakti song, Gauri maa stuti with lyrics, Shailendr bharti ramayan, Ramayan by shailendra bharti, Bhakti geet kalpna mandal, Bajrang baan path lyrics, Dharti dhora ri, Parshotam bangar, Baba balak nath songs