Kalma Padhkar Roze Rakhkar, Mai Allah Rakha Lyrics | Allah Rakha | Mohammed Aziz | Anu Malik

Kalma Padhkar Roze Rakhkar, Mai Allah Rakha Lyrics | Allah Rakha | Mohammed Aziz | Anu Malik

Alla
Alla
Madine wale ki rehmat hai mujh par
Maa ki duwaon ka saya hai sar par
Kalma padkar
Roze rakhkar maanton se manga hua main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Madine wale ki rehmat hai mujh par
Maa ki duwaon ka saya hai sar par
Kalma padkar
Roze rakhkar maanton se manga hua main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha

Bigadega kya mera ye zalim zamana
Bigadega kya mera ye zalim zamana
Hume mahomad ka main hun diwana ho
Sare shansha jiske gulam hain

Sare shansha jiske gulam hain
Wo hi to hai mera aasara
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha

Gunehgar khud hain ye insaaf waale
Gunehgar khud hain ye insaaf waale
Jubaan pe garibon ki tale jo taale ho
In aankhon wale andhon se aye maa
In aankhon wale andhon se aye maa
Dilwaunga main hak tera maa
Main alla rakha
Ha maa main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha

Jo naam aye maa tune diya hai
Jo naam aye maa tune diya hai
Wo naam leke irada kiya hai ho aahon ka teri yun lunga badala
Aahon ka teri yun luga badala
Duniya kahegi wah re wah
Alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Madine wale ki rehmat hai mujh par
Maa ki duwaon ka saya hai sar par
Kalma padkar
Roze rakhkar maanto se manga hua main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Main alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha
Alla rakha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *