Kalavati (Piya Nahi Aaye Sakhi) Lyrics  | Yasir Jawed – Ibtida (2008) | Yasir Jawed | Yasir Jawed | Yasir Jawed

Kalavati (Piya Nahi Aaye Sakhi) Lyrics | Yasir Jawed – Ibtida (2008) | Yasir Jawed | Yasir Jawed | Yasir Jawed

Aa aa aa aa aa…..
(Piya nahi aaye aaye sakhi – (2)
Unn bin mora jiyara ghabraaye) – (2)
Piya nahi aaye

Ha ha ha aa aa aa aa…..
Aa aa aa aa aa……..
Piya nahi aaye aaye sakhi – (2)
Unn bin mora jiyara ghabraaye, piya nahi aaye

Baar baar barakha rut aaye – (2)
Tum bin piya mora jiya ghabraaye – (2)
Prem raag sab gaa aa aa… gaaye
Piya nahi aaye aaye sakhi – (2)
Unn bin mora jiyara ghabraaye, piya nahi aaye

Aa aa aa aa aa……..
Piya piya piya piya haan
Yuun toh cheri tore janam janam ki – (2)
Binati karat hoon main apane balam ki – (2)
Prem raag sab gaa aa aa… gaaye
Piya nahi aaye aaye sakhi – (2)
Unn bin mora jiyara ghabraaye
Piya nahi, piya nahi, piya nahi aa aa aa….

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *