Kala Re Saiya Kala Re, Taan Kala Re Maan Kala Re Lyrics | Gangs Of Wasseypur – 2 | Sneha Khanwalkar | Sneha Khanwalkar

Kala Re Saiya Kala Re, Taan Kala Re Maan Kala Re Lyrics | Gangs Of Wasseypur – 2 | Sneha Khanwalkar | Sneha Khanwalkar

Kaala re saiya kaala re
Tann kaala re mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaame
Saiya karte ji coal bazaari
Kaala re saiya kaala re
Tann kaala re mann kala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaame
Saiya karte ji coal bazaari
Bairi coal coal coal
Chhine tol tol tol
Bairi coal coal
Chhine tol tol tol chhat aagan chaar diwari
Saiya karte ji
Saiya karte ji
Saiya karte ji saiya karte ji coal bazaari
Saiya karte ji coal bazaari

Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surmewala
Kaala kauwa hauwa kaala
Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surmewala
Kaala kauwa hauwa kaala
Kaala baadal ghirne wala
Kaala moti girne wala
Kaala jhanda danda kala
Kaala batwa paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala kaali agni
Kaali garmi suraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali hathi hathi kaala kaala
Bairi coal coal coal
Chheene tol tol tol
Bairi coal coal
Chheene hole se tol rang paani aur pichkari
Saiyaan karte ji piya karte ji
Saiyaan karte piya karte ji
Kaala re saiyaan kaala re
Tann kaala re
Mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaame
Saiyaan karte ji coal bazaari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *