Kal Rat Chupke Sajan Meraa Aaya Song Lyrics from the movie/album Jigyaasa - Women On The Top. The song Kal Rat Chupke Sajan Meraa Aaya was sung by Sonu Kakkar. The music was given by Ram Shankar

Kal Rat Chupke Sajan Meraa Aaya Lyrics

(Kal Rat Chupke Sajan Meraa Aaya
Pas Mere Baith Ke Mujhko Jagaya) – (2)
Chaunk Ke Mai Uth Gayee Re
Toh Khatiya Tut Gayee Re, Khatiya Tut Gayee
Khatiya Tut Gayee Bol Kyon Khatiya Tut Gayee

(Koyee Khidkee Koyee Parde Se Jhanke
Sare Rat Mere Padosee The Jage) – (2)
Huyee Badnamee Mohalle Me Meree
Ek Na Chalee Meree Saiyya Ke Aage, Julmee Se Rujh Gayee Re
Toh Khatiya Tut Gayee Re, Khatiya Tut Gayee
Khatiya Tut Gayee Bol Kyon Khatiya Tut Gayee

(Makhmal Kee Chadar Thee Resham Ka Takiya
Bharee Tha Gadda Thee Najuk See Khatiya) – (2)
Komal Badan Meraa, Mai So Gayee Thee
Khwab Me Hee Lut Gayee Re
Toh Khatiya Tut Gayee Re Khatiya Tut Gayee
Khatiya Tut Gayee Bol Kyon Khatiya Tut Gayee
Kal Rat Chpke Sajan Meraa Aya
Pas Mere Baith Ke Mujhko Jagaya
Chaunk Ke Mai Uth Gayee Re
Toh Khatiya Tut Gayee Re Khatiya Tut Gayee
Khatiya Tut Gayee Bol Kyon Khatiya Tut Gayee…

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shankar mahadevan, Shankar jaikishan songs, Neha kakkar songs, Neha kakkar new song, Shankar mahadevan songs, Tony kakkar, Neha kakkar, Fanaa songs lyrics, Neha kakkar party songs, Neha kakkar punjabi song, Fikar neha kakkar, Neha kakkar new song 2018, Mere khwabon mein tu lyrics, Karan johar biirthday, Dekho na lyrics, Happy birthday karan johar, Sawan aaya hai, Savan aaya hai, Sanya malhotra, Sawan aaya hai video, S shankar, Abhi zinda hoon to jee lene do lyrics