Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Khamosh Rahunga Main
Kalaam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Dikhalaa Ke Jhalak Hosh Talak Chhin Liya Hai
Saaki Ne Mujhe Maiy Ki Vajah Pyaas Jiya Hai
Maikhane Mein Aankho Ke Jise Band Kiya Hai
Khud Pesh Kisi Din Wohi
Jaap Aap Karenge
Khamosh Rahunga Main
Kalaam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Raate Naa Rahi Meri Na
Ab Din Rahe Mere
Raate Naa Rahi Meri Na
Ab Din Rahe Mere
Rahte Hai Sada Aap
Khyalaat Ko Ghere
Rukhsaar Pe Bikhara Ke
Julfo Ke Andhere
Julfo Ke Andhere
Kab Tak Ke Yun Hi Subah Ko
Shaam Aap Karenge
Khamosh Rahunga Main
Kalaam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Najre Hai Kisi Ki Yahi
Aur Dil Bhi Yahi Hai
Kaise Kahu Chahat Ka
Asar Un Pe Nahi Hai
Lag Jayengi Kuchh Der
Magar Mujhko Yakin Hai
Mujhko Yakin Hai
Lag Jayengi Kuchh Der
Magar Mujhko Yakin Hai
Ek Roj Mere Ghar Mein
Kyam Aap Karenge
Khamosh Rahunga Main
Kalaam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko
Salam Aap Karenge
Salam Aap Karenge
Salam Aap Karenge
Kal Meri Tarah Mujhko Salaam Aap Karenge Song Lyrics from the movie/album Mere Garib Nawaz released in the year 2018 starring Satish Arora, Nazneen. The song Kal Meri Tarah Mujhko Salaam Aap Karenge was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by G Ishwar. The music was given by Kamal Rajasthani. The lyrics were Penned by Mehboob Sarvar
Share your thoughts