Kaisi Yeh Judai Hai (Version 2) Song Lyrics from the movie/album I Love New Year released in the year 2018 starring Sunny Deol, Kangna Ranaut. The song Kaisi Yeh Judai Hai (Version 2) was sung by Falak Shabir. This movie/album was directed by Radhika Rao, Vinay Sapru. The music was given by Falak Shabir. The lyrics were Penned by Falak Shabir

Kaisi Yeh Judai Hai (Version 2) Lyrics

Kaisi Ye Judaai Hai
Aankh Bhar Meri Aayi Hai
Mera Dil Dub Raha
Ise Bas Ab Dubne Do
Ye Pehli Baar Huwa
Ye Kyun Ehsaas Huwa
Mera Dil Tut Raha
Ise Bas Ab Tutne Do

Mujhe Bas Ab Rone Do
Is Gam Ko Behne Do
Ye Saath Jo Chhut Raha
Ise Aaj Tutne Do
Kaisi Ye Judaai Hai
Aankh Bhar Meri Aayi Hai
Mera Dil Dub Raha
Ise Bas Ab Dubne Do

Khush Rahe Bas Tu Mere Dil Ki Ye Dua Hai
Khudse Puchhle Tu Tere Dil Ki Kya Razaa Hai
Jaan Lena Meri Tere Dil Mein Jo Daba Hai
Ye To Bata Mujhse Juda Kyun Hai

Ek Baat Satai Hai Jab Teri Yaad Aati Hai
Kyun Mujhse Ruth Gaya
Jaane Kyun Dur Gaya
Ye Pehli Baar Huwa
Ye Kyun Ehsaas Huwa
Jaane Anjane Kyun Mujhe Tumse Pyar Huwa
Hase Hase Rota Hu
Rote Rote Hasta Hu
Phir Khudse Kehta Hu
Jo Hona Tha Ho Hi Gaya

Share your thoughts

Falak shabir songs, Falak shabir (musical artist), Falak shabir new song 2015, Falak judai song, Falak shabir, Kaisi yeh judai hai, Judai falak song, Judaai falak official, Falak judaai song, Falak shabbir songs, Judaai falak song, Kaisi ye judai falak shabbir, Falak, Judai song falak shabbir, Falak shabir judai, Falak shabir judaai, Falak shabir judah, Judai, Falak judai, Judai falak, Falak judai lyrics, Falak shabir naina da nasha, Falak shabir new song