Kaisa Hai Jiwan Lyrics | Talaash | Suneeta Rao | Ranjit Barot

Kaisa Hai Jiwan Lyrics | Talaash | Suneeta Rao | Ranjit Barot

Aawaz dil ki koi pahchan le to behtar
Khwaish hai kya humari koi jaan le to behtar

Kaisa hai jivan
Asqho me duba
Yaha chup chup hai rahna
Har gham hai sahna
Saanse hai girvi
Bandish me uljhi
Juba chup chup hai rahna
Har gham hai sahna
In riwazo ka kaisa ye chhal hai
Kaliyo ke tan par gham ka aanchal hai
Kaisa hai jivan
Asqho me duba
Yaha chup chup hai rahna
Har gham hai sahna

Kyu hai ye gahra
Najro ka pahra
Yaha dil to kisi ka
Humne na toda
In riwazo ka kaisa ye chhal hai
Kaliyo ke tan par gham ka aanchal hai
Kaisa hai jivan
Asqho me duba
Yaha chup chup hai rahna
Har gham hai sahna

Kaisa sitam ghutta hai dum yaha
Hum bhi to hai insaan

In riwazo ka kaisa ye chhal hai
Kaliyo ke tan pe gham ka aanchal hai
Sadiyo se hai julmo sitam ke nishan
Sharmindgi ka shikwa kare kya
Kaisa hai jivan
Asqho me duba
Yaha chup chup hai rahna
Har gham hai sahna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *