Kaisa Hai Gham Tere Sath Hardum Lyrics | Pistolwali | Asha Bhosle | Satyam

Kaisa hai yeh gham
Saath tere hardum
Dekhe kaha main hun yaha
May pile mujhko pila
Kar sauda ye dil ka
Man tera tan tera aa
Kaisa hai yeh gham
Saath tere hardum
Dekhe kaha main hun yaha
May pile mujhko pila
Kar sauda ye dil ka
Man tera tan tera aa

Chup kyun hai bol sajana
Main teri hun sajana
Main teri hun sajana
Roop hai gulabi
O re khiladi ek baar aaja
Chup kyun hai bol sajana
Main teri hun sajana
Roop hai gulabi
O re khiladi ek baar aaja
Marti hun main to o re deewane
Manwa ye mera na mane na mane aa
Kaisa hai yeh gham
Saath tere hardum
Dekhe kaha main hun yaha
May pile mujhko pila
Kar sauda ye dil ka
Man tera tan tera aa

Ho dekh zara yeh jalwe
Phir bhi na man pighale
Main na shikari
Hari re hari ho gayi tihari
Ho dekh zara yeh jalwe
Phir bhi na man pighale
Main na shikari
Hari re hari ho gayi tihari
Ab to tarsa na
Mujhko jala na
Dil ko dukha na
Tarsa na tarsa na aa
Kaisa hai yeh gham
Saath tere hardum
Dekhe kaha main hun yaha
May pile mujhko pila
Kar sauda ye dil ka
Man tera tan tera aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *