Kaisa Aaya Hai Zamana Song Lyrics from the movie/album Commander released in the year 2015 starring Ranjan, Nigar Sultana. The song Kaisa Aaya Hai Zamana was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kaisa Aaya Hai Zamana Lyrics

Kaisa Aaya Hai Jamana
Nahi Khane Tikana
Phir Bhi Aashiqi Ladana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Roj Tokre Bhi Khana
Phir Bhi Baaj Nahi Aana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Nahi Khane Tikana
Phir Bhi Aashiqi Ladana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Sokh Mere Husn Ko Hai
Dilo Ke Sikar Ka
Kaam Lu Adao Se Mai
Teer Ka Khatar Ka
Sokh Mere Husn Ko Hai
Dilo Ke Sikar Ka
Kaam Lu Adao Se Mai
Teer Ka Khatar Ka
Koi Lakh Ho Gaya Na
Mera Chuke Na Nishana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Nahi Khane Tikana
Phir Bhi Aashiqi Ladana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Chote Mote Aadmi
Ka Yaha Kya Sawal Hai
Pyar Me To Bade Bado
Ka Bhi Yehi Haal Hai
Hai Ye Pyar Ka Khajana
Kabhi Rona Kabhi Khana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Nahi Khane Tikana
Phir Bhi Aashiqi Ladana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Aur Ek Baat Bade Majhe Ki Batau Mai
Aashiqo Ko Naye Naye Naam Se Bhulau Mai
Aur Ek Baat Bade Majhe Ki Batau Mai
Aashiqo Ko Naye Naye Naam Se Bhulau Mai
Mera Galiya Sunana
Unka Taliya Bajana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Nahi Khane Tikana
Phir Bhi Aashiqi Ladana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki.

Share your thoughts

No Keywords