Kaisa Aaya Hai Zamana Song Lyrics from the movie/album Commander released in the year 2018 starring Ranjan, Nigar Sultana. The song Kaisa Aaya Hai Zamana was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani

Kaisa Aaya Hai Zamana Lyrics

Kaisa Aaya Hai Jamana Nahi Khane Ka Tikana
Fir Bhi Aashiqi Ladana Kyu Hai Na Baat Maje Ki
Roj Tokre Bhi Khana Fir Bhi Baaj Nahi Aana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki Nahi Khane Ka Tikana
Fir Bhi Aashiqi Ladana Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Sokh Mere Husn Ko Hai Dilo Ke Sikar Ka
Kaam Lu Adao Se Mai Teer Ka Katar Ka
Kaam Lu Adao Se Mai Teer Ka Katar Ka
Koi Lakh Ho Gaya Na Mera Chuke Na Nishana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki Nahi Khane Ka Tikana
Fir Bhi Aashiqi Ladana Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Chote Mote Aadmi Ka Yaha Kya Sawal Hai
Pyar Me To Bade Bado Ka Bhi Yehi Haal Hai
Hai Ye Pyar Ka Khajana Kabhi Rona Kabhi Khana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki Nahi Khane Tikana
Fir Bhi Aashiqi Ladana Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Aur Ek Baat Bade Maje Ki Batau Mai
Aashiqo Ko Naye Naye Naam Se Bulau Mai
Mera Galiya Sunana Unka Taliya Bajana
Kyu Hai Na Baat Maje Ki Nahi Khane Tikana
Fir Bhi Aashiqi Ladana Kyu Hai Na Baat Maje Ki

Share your thoughts

Kaisa aaya hai zamana, Geeta dutt, Mausam hai aashiqana lyrics, Ganga maiya mein jab tak, Main bhi nahin soya lyrics, Zamana, Commander, Dil pe tere pyar ka paigam lyrics, Aaya zamana aurat ka, Yeh gussa kaise utrega, Jeete hain shaan se (original motion picture soundtrack), Sanjay duttb songs, Meena kumari, Saira banu songs, Divya dutta songs, Kehta hai sindoor, Leena chandavarkar, Kahan the aap zamane ke, Geeta, Kaisa, Tera baap aaya commando 3