Kahoon Kya Ki Kaun Hun Kya Hun Main Raste Ka Chirag Song Lyrics from the movie/album Pehli Tarikh released in the year 2018 starring Raja Nene, Nirupa Roy. The song Kahoon Kya Ki Kaun Hun Kya Hun Main Raste Ka Chirag was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Sudhir Phadke. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi

Kahoon Kya Ki Kaun Hun Kya Hun Main Raste Ka Chirag Lyrics

Kahu Kya Ke Kon Hu Kya Hu Mai
Kisi Raste Ka Chirag Hu
Mujhe Jisne Chaha Jala Diya
Mujhe Jisne Chaha Bujha Diya

Garibo Ko Duniya Mita Dene Wale
Khata Meri Kya Hai Saja Dene Wale
Ye Aanshu Nahi Mera Dil Ro Raha Hai
Mere Dard Ki Ab Na Koi Dawa Hai
Ab Na Koi Dawa Hai
Tujhe Kya Khabar Hai Ke Gam Kya Bala Hai
Mere Gam Pe O Muskura Dene Wale
Khata Meri Kya Hai Saja Dene Wale
Garibo Ko Duniya

Ummido Se Dhokha Kiye Jaa Raha Hun
Khushi Ko Dilashe Diye Jaa Raha Hun
Diye Jaa Raha Hun
Mai Kis Aashre Par Jiya Jaa Raha Hun
Bata Jindagi Ki Saja Dene Wale
Garibo Ko Duniya Mita Dene Wale
Garibo Ko Duniya Mita Dene Wale
Khata Meri Kya Hai Saja Dene Wale

Share your thoughts

Mohammed rafi and asha bhosle songs, Mohammed rafi songs, Mausam hai aashiqana lyrics, Mohammad rafi hit songs, Bhojpuri lyrics song khesari lal, Bhojpuri lyrics song, Mohammed, Ghulam mohammed, Lal batti kehti tham, Lyrics, Balam mera rakha padd ke challa, Muhammad ke shaher mein, Yeh ladki zarasi diwani lagti hai, Mere khoone dil ki mmehandi, Neend hamari khwab tumhare songs, Nusrat fateh ali khan, Neend hamari khwab tumhare 1966 songs