Kahin Na Kahin Lyrics | Paagalpan | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Raju Singh

Kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani

Ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani
Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
Ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana

Uske labo pe bikhri hai laali
Khushbu hai uski sandali
Mehki bahaare
Behke nazaare wo muskura ke jab chali
Ha aankho me kajal
Zulfo me baadal sab rang usme hai chhupa
Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
Ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana
Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana

Kya chaahti hu
Kya sochti hu usko nahi hai kuch khabar
Main rok lungi raaho me usko
Bach ke wo jaayega kidhar
Jaagi na soyi
Yaado me khoyi yeh kya mujhe ho gaya
Kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani
Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
Ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *