Kahin Bin Aag Jaley Lyrics  | Baghi | Ranjan, Naseem Banu | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Kahin Bin Aag Jaley Lyrics | Baghi | Ranjan, Naseem Banu | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Bheegi bheegi raaten
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Marne ka armaan
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *