Kahi Karar Na Ho Aur Kahi Khushi Na Mile
Hamare Baad Kisi Ko Ye Jindagi Na Mile
Kahi Karar Na Ho
Siyah-nasib Koi Unse Badhke Kya Hoga
Siyah-nasib Koi Unse Badhke Kya Hoga
Jo Apna Ghar Bhi Jala De To Roshni Na Mile
Hamare Baad Kisi Ko Ye Jindagi Na Mile
Kahi Karar Na Ho
Yahi Suluk Hai Gar Aadmi Se Dunia Ka
Yahi Suluk Hai Gar Aadmi Se Dunia Ka
To Kuch Ajab Nahi Dunia Me Aadmi Na Mile
Hamare Bad Kisi Ko Ye Jindagi Na Mile
Kahi Karar Na Ho
Ye Bebasi Bhi Kisi Bad Dua Se Kam To Nahi
Ye Bebasi Bhi Kisi Bad Dua Se Kam To Nahi
Ke Khul Ke Ji Na Sake Aur Maut Bhi Na Mile
Hamare Baad Kisi Ko Ye Jindagi Na Mile
Kahi Karar Na Ho
Kahi Karar Na Ho Aur Kahi Khushi Song Lyrics from the movie/album Chandi Ki Deewar released in the year 2018 starring Bharat Bhushan, Nutan. The song Kahi Karar Na Ho Aur Kahi Khushi was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dilip Bose. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi
Share your thoughts