Kahi Hai Mera Pyar Song Lyrics from the movie/album Kahin Hai Mera Pyar. The song Kahi Hai Mera Pyar was sung by Shaan. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Kahi Hai Mera Pyar Lyrics

Ye Mere Khwabo Ki Manjil
Chahat Ki Chabi
Ye Meri Takdir Ka Hissa
In Hatho Ki Lakir
Maine Apne Hathse Sawari
Soni Soni Heer
Usko Hasil Karke Rahunga
Jiski Ye Tasvir

(Kahi Hai Kahi Hai
Kahi Na Kahi Hai Mera Pyar) – (2)
Woh Anjana Ajnabi Milhi Jayega Kabhi – 2
Diya Jise Rango Me Utar
Kahi Hai Kahi Hai
Ho Kahi Na Kahi Hai Mera Pyar

Chhaya Ban Kar Manas Pat Par Chha Gaya
Rango Ka Chunav Khud Hi Karva Gaya
Indra Dhanush Ki Manhar Chhata Bikherta
Ambar Se Mere Aangan Me Aa Gaya
Woh Sapno Ke Mitra Se Keh Gaya Jak Ke Chitra Se – 2
Milenge Ham Aasha Mat Haar
Kahi Hai Kahi Hai
Ho Kahi Na Kahi Hai Mera Pyar

Rango Me Sakar Hui Hai Kalpna
Safal Hui Yara Dinki Aaradhna
Antar Ke Anuragi Rango Se Saji
Har Rekha Hai Mere Mann Ki Kamna
Pyasa Jiski Prit Ka Andekhe Use Mit – 2
Har Pal Hai Mujhe Intejar
Kahi Hai Kahi Hai
Ho Kahi Na Kahi Hai Mera Pyar

Aankhe Bole Ye Pehla Anu Bandh Hai
Mann Kehta Hai Jalwo Ka Sambandh Hai
Bahot Jiya Ab Piya Bina Jina Nahi
Usko Meri Sanso Ki Saugandh Hai
Dil Jisko Dhundha Kiya Rab Ne Use Mila Diya – 2
Rab Ka Hu Shukra Gujar
Yahi Hai Yahi Hai
Yahi Hai Yahi Hai Mera Pyar

Share your thoughts

Kahin hai mera pyar, Ravindra jain, Kahin karti hogi woh mera intezaar, Kahin karti hogi woh mera intezar lyrics, Lyrics of kahin karti hogi woh mera intezar, Kahin karti hogi woh mera intezar with lyrics, Kahin deep jale kahin dil karaoke with lyrics, Kahin deep jale kahin dil lyrics, Lyrics of kahin deep jale kahin dil, Na ja kahin ab na ja with lyrics, Kahin deep jale kahin dil zara dekh le aa kar paravaane, Tere sang pyar main nahin todna, Ye pyar nahin to kya hai tile song