Kaha Aa Gaye Hum
Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Jami Hai
Ye Duniya Kaha Hai
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Hai
Kaha Aa Gaye Hum
Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Jami Hai
Ye Duniya Kaha Hai
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Ahi
Yaha Aake Dil Bas Yahi Chahta Hai
Sanam Tum Mujhe Apni Baaho Mein Lelo
Mera Dil Bhi Kahta Hai Sharmana Kaisa
Jawani Ke Din Hai
Jawani Se Khelo
Behak Bhi Gaye To
Nayi Baat Kya Hai
Behakne Ke Din Yahi
Abhi Dil Jawa Hai
Kaha Aa Gaye Hum
Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Jami Hai
Ye Duniya Kaha Hai
Ye Rangin Vaadi Me Saanso Ki Garmi
Hai Aisi Ke Saara Badan Jal Raha Hai
Mera Haal Bhi Hai Tumhare Hi Jaisa
Mere Husn Ka Bhi Mann Jal Raha Hai
Bhdakte Huye Pyar Ka Hai Ye Shola
Bada Hi Mehakta Huwa Ye Sama Hai
Kaha Aa Gaye Hum
Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Jami Hai
Ye Duniya Kaha Hai
Yaha Aake Dil Bas Yahi Keh Raha Hai
Koi Hume Badhke Gale Se Laga Le
Tumhare Ye Behke Kadam Keh Rahe Hai
Badan Apna Kar Do Kisike Hawale
Magar Main Tumhe Apni Baaho Mein Lelu
Abhi Apna Aisa Mukaddar Kaha Hai
Kaha Aa Gaye Hum
Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Jami Hai
Ye Duniya Kaha Hai
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Hai
Kahan Aa Gaye Hum Song Lyrics from the movie/album Kab Tak Chup Rahoongi released in the year 2018 starring Aditya Pancholi, Amala. The song Kahan Aa Gaye Hum was sung by Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by S H Bihari
Share your thoughts