Kahaan Chale Ji Chod Ke Lyrics | Bhai Bahen | Premlata | Shyam Sundar

Kahaan Chale Ji Chod Ke Lyrics | Bhai Bahen | Premlata | Shyam Sundar

Kahan chale kahan chale kahan chale ji
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale kahan chale kahan chale ji
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale
Chod ke na jao piya karo na bahana
Chod ke na jao piya karo na bahana
Tere mere pyar par hase na jamana
Tere mere pyar par hase na jamana
Tumne bura mana maine ki thi dillgi
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale kahan chale kahan chale ji
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale

Roth ke jo jaoge piya to bada pachhtaoge
Ruth ke jo jaoge piya to bada pachhtaoge
Pyar ki baji sayiya hum se har jaoge
Pyar ki baji sayiya hum se har jaoge
Kayiye kayiye mohabbat ki nanhi si kali
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale kahan chale kahan chale ji
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale

Kaha suna maf karo maf karo maf karo
Kaha suna maf karo
Aao dil saf karo
Aesa na ho baad me thandi thandi aahe bhro
Aesa na ho baad me thandi thandi aahe bhro
Mano ya na mano aji mano ya na mano
Ye tumhari marji me to bataogi ye pyar ki gali
Aji kahan chale kahan chale kahan chale ji
Chod ke na jao sajan pyar ki gali
Ha ji kahan chale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *