Kaha Phir Hum Song Lyrics from the movie/album Night Club released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Kamini Kaushal. The song Kaha Phir Hum was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Naresh Saigal. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kaha Phir Hum Lyrics

Kaha Phir Hum Kaha Phir Tum
Kaha Phir Ye Rate
Dhadkte Dil Se Ho
Jaye Jara Do Bate
Pukare Dil Deewane Mil
Ke Yaha Tufan Ke Badal Hai
Manaye Barsate
Kaha Phir Hum Kaha Phir Tum
Kaha Phir Ye Rate
Dhadkte Dil Se Ho
Jaye Jara Do Bate

Ulfat Ke Tarano Me
Sab Khoye Huye Hai
Kahne Ko Hai Jage Se
Par Soye Huye Hai
Ulfat Ke Tarano Me
Sab Khoye Huye Hai
Kahne Ko Hai Jage Se
Par Soye Huye Hai
Pukare Dil Deewane Mil
Na Ghabrana Na Sharmana
Buri Hai Ye Bate
Kaha Phir Hum Kaha Phir Tum
Kaha Phir Ye Rate
Dhadkte Dil Se Ho
Jaye Jara Do Bate

Afsane Nigaho Ke
Sunta Ja Deewane
Phir Aaye Ki Na Aaye
Milne Ke Jamane
Afsane Nigaho Ke
Sunta Ja Deewane
Phir Aaye Ki Na Aaye
Milne Ke Jamane
Pukare Dil Deewane Mil
Badi Muskil Se Aayi
Hai Ye Milan Ki Rate
Kaha Phir Hum Kaha Phir Tum
Kaha Phir Ye Rate
Dhadkte Dil Se Ho
Jaye Jara Do Bate
Pukare Dil Deewane Mil
Ke Yaha Tufan Ke Badal Hai
Manaye Barsate
Kaha Phir Hum
Kaha Phir Tum
Kaha Phir Ye Rate
Dhadkte Dil Se Ho
Jaye Jara Do Bate.

Share your thoughts

No Keywords