Kaha Hai Unhone Yeh Raaz – E – Mohabbat Lyrics | Anhonee | Lata Mangeshkar | Roshan

Kaha Hai Unhone Yeh Raaz – E – Mohabbat Lyrics | Anhonee | Lata Mangeshkar | Roshan

Kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Meri bebasi ye mere dil ki halat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna

Ai mere haakim
Tere raaz hardam chupae rahugi
Magar meri nazro pe hai tera jaadu
Magar meri nazro pe hai tera jaadu
Ki mushkil hai ab inka khamosh rahna
Kisi se na kahna ye raaz e mohabbat
Kisi se na kahna kisi se na kahna
Kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna

Badi besabar hai mere dil ke naina
Jo chalti baharo ki se pahle
Mili unse najre hua dil nishana
Mili unse najre hua dil nishana
Na kam aaya mere vo chhup chhup ke rehna
Kisi se na kahna ye raaz e mohabbat haye
Kisi se na kahna kisi se na kahna
Kaha hai unhone ye raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *