Kafas Ki Qaid Me Lyrics | Heer Ranjha | G. M. Durrani, Geeta Dutt | Azeez Khan

Kafas Ki Qaid Me Lyrics | Heer Ranjha | G. M. Durrani, Geeta Dutt | Azeez Khan

Kafas ki kaid me
Kafas ki kaid me
Hum ko hai yaade aashiya baki
Hai yaade aashiya baki
Abhi hai aashiya me
Muskurane ki nisha baki
Kafas ki kaid me

Tumhara karwa manzil pe ja pahucha
Daha pe ja pahucha daha pe
Tumhara karwa manzil pe ja pahucha
Daha pe ja pahucha daha pe
Tumhare pe
Tumhare pe lipatne ko
Hai garde karwa baki
Hai garde karwa baki
Kafas ki kaid me

Jinhe jalna hai wo jal jal ke bujhte
Aur bhi jalte hai to bujhne par bhi jalte hai
Jinhe jalna hai wo jal jal ke bujh le
Aur bhi jalte hai to bujhne par bhi jalte hai
Ke shama bujh chuki hai
Ke shama bujh chuki hai
Aur hai uska dhuaa baaki
Aur hai uska dhuaa baaki
Kafas ki kaid me

Pahunchne ko pahunch jaunga manzil par
Magar us din
Pahunch jaunga par us din
Ke manzil hogi manzil par
Ke manzil hogi manzil par
Hai manzil ka nisha baki
Hai manzil ka nisha baki
Kafas ki kaid me
Hum ko hai yaade aashiya baki
Hai yaade aashiya baki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *