Kabhi Tum Pas Aate Ho Kabhi Tum Dur Jate Ho

Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho
Kitna Bhi Dur Jao Hum Pas Hi Rahenge
Kitna Bhi Dur Jao Hum Pas Hi Rahenge
Murli Ke Swar Me Khokar Har Geet Me Gunjenge

Jalate Ho Mujhe Tum Isko Hotho Se Lagate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho Kabhi Tum Dur Jate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho
Badi Muskil Se Dhunda Hai Badi Muskil Se Paya Hai
Tumhare Rup Ka Jadu Mere Jiwan Me Chaya Hai
Ujala Fail Jata Hai Ke Jab Tum Muskurate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Lagte Paraye Se Kabhi Lagte Ho Apne Se
Sachai Se Kabhi Sundar Kabhi Lagte Ho Sapne Se
Tumhare Ho Chuke Hai Jo Unhe Kyu Azmate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho Kabhi Tum Dur Jate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho Kabhi Tum Pas Aate Ho
Tum Apne Chahne Walo Ko Itna Kyu Satate Ho
Kabhi Tum Pas Aate Ho
Kabhi Tum Paas Aate Ho Song Lyrics from the movie/album Shree Ganesh released in the year 2018. The song Kabhi Tum Paas Aate Ho was sung by Suman Kalyanpur. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts